Singer      Kishore kumar || Asha Bhosle
Music  Laxmikant pyarelal

Swarg Se Sundar song lyrics from movie Aulad .the song is sung by Kishore Kumar and Asha Bhosle and music is given by Laxmikant Pyarelal. Apna Ghar Hai Swarg Se Sundar lyrics written by Anand Bakshi.


APNA GHAR HAI SWARG SE SUNDAR LYRICS

Apna ghar hain swarg se sundar ho
Apna ghar hain swarg se sundar


Arey swarg mein kaha se aaye mchhar
Haye ye mchhar


Swarg mein kaha se aaye mchhar
Arey mchhar bhi aashiq hain


Tum par kya karu haye main kya karu
Haye main kya karu haye main kya karu


Apna ghar hain swarg se sundar
Par kat raha hain mujhko bistar achha
Ye bistar kat raha hain mujhko bistar


Arey bistar bhi aashiq hain
Tum par kya karu haye main kya karu


Haye main kya karu haye main kya karu
Apna ghar hain swarg se sundar


Shadi se pehle ki raate
Bhul gaye tum sari baate


Shadi se pehle ki raate
Bhul gaye tum sari baate


Arey nayi mohabbat nayi hain nayi jawani
Arey nayi mohabbat nayi nayi jawani


Ho gayi ab har cheez purani
Ho gayi ab har cheez purani


Yaad wo din aate hai aksar kya karu
Haye main kya karu haye main kya karu


Haye main kya karu
Apna ghar hain swarg se sundar


Pyar mein ye gusa achha hain
Par bich mein ye tkiya kyu rakha hain


Pyar mein ye gusa achha hain
Par bich mein ye tkiya kyu rakha hain


Bat hai lambi rat hai thodi
Kisne bnayi thi ye jodi


Main hoon shisha tum ho pathar kya karu
Haye main kya karu haye main kya karu


Haye main kya karu
Apna ghar hain swarg se sundar


Jo hota hain wo hone do
Jo hota hain wo hone do


Mujhko thoda sa sone do
Ghar aate hi aa gayi nindiya


Kahe lgayi maine bindiya
Ghar aate hi aa gayi nindiya
Kahe lgayi maine bindiya


Baithi rah gayi main sajdaj kar kya karu
Haye main kya karu haye main kya karu


Haye main kya karu haye main kya karu
Apna ghar hain swarg se sundar
Swarg mein kaha se aaye mchhar


Ye mchhar


Swarg mein kaha se aaye mchhar
Arey mchhar bhi aashiq hain


Tum par kya karu haye main kya karu
Haye main kya karu haye main kya karu
Apna ghar hain swarg se sundar.