Singer | Alka yagnik|| kumar sanu |
Music | Nadeem - shravan |
LYRICS | Sameer,rani mallik |
Tumse milane Ko Dil Karta Hai song lyrics from movie Phool Aur Kaante. the song sung by Alka Yagnik and Kumar Sanu and music is given by Nadeem Shravan. Tumse milane Ko Dil Karta Hai lyrics written by Sameer and Rani Malik.
TUMSE MILNE KO DIL KARTA HAI LYRICS
Ruk jaana,ruk jaana
Ruk jaana,ruk jaana
Tumse milne ko dil karta hai
Are baba tumse milne ko dil karta hai
Tumse milne ko dil karta hai
Are baba tumse milne ko dil karta hai
Tum hi ho jispe dil marta hai
Tum hi ho jispe dil marta hai
Ketumse milne ko dil karta hai
Are baba tumse milne ko dil karta hai
Jab se tumse shuru ye kahani hui
Jab se tumse shuru ye kahani hui
Log kehte hain main to deewani hui
Jaane kya baat aisi hai tujhmein sanam
Jaane kya baat aisi hai tujhmein sanam
Jaane kya baat aisi hai tujhmein sanam
Ye dil tere liye hi machalta hai
Tumse milne ko dil karta hai
Tum hi ho jispe dil marta hai
Tum hi ho jispe dil marta hai
Tumse milne ko dil karta hai
Are baba tumse milne ko dil karta hai
Door tumse rahu to ho bechainiya
Door tumse rahu to ho bechainiya
Paas aau to badhati hain betaabiya
Ho na jaaye kahi tu mujhase juda
Ho na jaaye kahi tu mujhase juda
Ho na jaaye kahi tu mujhase juda
Aaisi baaton se dil darta hai
Are baba tumse milne ko dil karta hai
Tum hi ho jispe dil marta hai
Tum hi ho jispe dil marta hai
Tumse milne ko dil karta hai
Re baba tumse milne ko dil karta hai
Tum hi ho jispe dil marta hai
Tum hi ho jispe dil marta hai
Ketumse milne ko dil karta hai
Are baba tumse milne ko dil karta hai
0 Comments